SEARCH RESULTS
Showing search results for "matbuu"
Ghazal MATCHES FOR "matbuu"
Ghazal
naqsha ajab hai us kaa naqqaash ne azal ke
matbuu aisaa chehra ko.ii na phir banaayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil me.n rah-e-dil me.n ki me.amaar-e-qazaa se ab tak
aisaa matbuu-e-makaa.n ko.ii banaayaa na gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
har baat hai 'KHaalid' me.n pasandiida o matbuu
ik pairvii-e-rasm-o-rah-e-aam nahii.n hai
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
lutf aaj-kal aataa hai sivaa baada-kashii kaa
matbuu mujhe is liye barsaat bahut hai