SEARCH RESULTS
Showing search results for "matn"
Ghazal MATCHES FOR "matn"
Ghazal
us ko thaa saKHt iKHtilaaf ziist ke matn se so vo
bar-sar-e-haashiya rahaa aur kamaal kar gayaa
Pirzada Qasim
Ghazal
matn-e-ziist to saaraa be-numuud lagtaa hai
dard-e-be-nihaayat kaa haashiya na hone se
Pirzada Qasim
Ghazal
aaKHir us ke husn kii mushkil ko hal mai.n ne kiyaa
ek nasrii nazm thii jis ko Gazal mai.n ne kiyaa
Farhat Ehsas
Ghazal
ishaarato.n kii vo sharhe.n vo tajziya bhii gayaa
jo gird-e-matn banaa thaa vo haashiya bhii gayaa
Anwar Masood
Ghazal
tahriir aur kuchh hai sar-e-matn-e-zindagii
aur haashiye me.n hai jo havaala kuchh aur hai
Aftab Hussain
Ghazal
Najma Khan
Ghazal
junuu.n me.n 'aql kii tanziim karne lagtaa huu.n
mai.n apnii zaat ko do-niim karne lagtaa huu.n
Akash Arsh
Ghazal
mohabbato.n ke na.e daa.ero.n me.n rahtaa huu.n
KHato.n ke matn se ab haashiyo.n me.n rahtaa huu.n
Ahtamam Sadiq
Ghazal
tum ne jo matn pesh kiyaa mustanad to thaa
lekin tumhaaraa haashiya achchhaa nahii.n lagaa
Khalid Mubashshir
Ghazal
guftuguu hovegii baaham jo ishaaraat ke saath
matn is kaa bhii hariifo.n me.n muhashshaa hogaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kaahinaa ham se rivaayat kaa mukammal matn sun
batn me.n jaltii hu.ii sham-e-ma.aanii chaahiye
Ahmad Jahangir
Ghazal
mai.n agar zikr bhii us kaa na karuu.n shero.n me.n
isti.aaraat alaamaat ishaaraat kare.n
Ainuddin Azim
Ghazal
mai.n apne dil kii tarah aa.ina banaa hu.aa huu.n
so hairato.n ke liye mas.ala banaa hu.aa huu.n
Fartash Syed
Ghazal
Mohammad Aazam
Ghazal
fareb-e-fikr-o-nazar hai ki ye hai azmat-e-harf
ki matn yuu.nhii rahe sirf haashiya badle