SEARCH RESULTS
Showing search results for "matn"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "matn"
Ghazal
us ko thaa saKHt iKHtilaaf ziist ke matn se so vo
bar-sar-e-haashiya rahaa aur kamaal kar gayaa
Pirzada Qasim
Nazm
kaun si uljhan ko suljhate hain ham?
matn ke sab haashiye
jin se aish-KHaam ke naqsh-e-riyaa bante rahe!
Noon Meem Rashid
PAGE MATCHES FOR "matn"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "matn"
Ghazal
ishaarato.n kii vo sharhe.n vo tajziya bhii gayaa
jo gird-e-matn banaa thaa vo haashiya bhii gayaa
Anwar Masood
Ghazal
tahriir aur kuchh hai sar-e-matn-e-zindagii
aur haashiye me.n hai jo havaala kuchh aur hai
Aftab Hussain
Ghazal
Najma Khan
Ghazal
junuu.n me.n 'aql kii tanziim karne lagtaa huu.n
mai.n apnii zaat ko do-niim karne lagtaa huu.n
Akash Arsh
Ghazal
mohabbato.n ke na.e daa.ero.n me.n rahtaa huu.n
KHato.n ke matn se ab haashiyo.n me.n rahtaa huu.n
Ahtamam Sadiq
Ghazal
tum ne jo matn pesh kiyaa mustanad to thaa
lekin tumhaaraa haashiya achchhaa nahii.n lagaa
Khalid Mubashshir
Ghazal
guftuguu hovegii baaham jo ishaaraat ke saath
matn is kaa bhii hariifo.n me.n muhashshaa hogaa












