SEARCH RESULTS
Showing search results for "maulvii"
Ghazal MATCHES FOR "maulvii"
Ghazal
jahaa.n rifaaqat ho fitna-pardaaz maulvii kii
bahisht aisii kisii ko mere KHudaa na denaa
Qateel Shifai
Ghazal
maulvii saahib na chho.De.nge KHudaa go baKHsh de
gher hii le.nge police vaale sazaa ho yaa na ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
daamaan-e-taqaddus par daaGo.n kii faraavaanii
ik maulvii ke ghar me.n shaitaan are tauba
Shauq Bahraichi
Ghazal
daa.Dhii ba.Dhaa.ii ban gayaa shaa.ir se maulvii
'haashim' ab un se ishq ke qaabil nahii.n rahaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
bahisht me.n bhii milaa hai mujhe azaab-e-shadiid
yahaa.n bhii maulvii-saahab hai.n mere ham-saa.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
na barhaman huu.n na mullaa na maulvii na atiit
jo pothii dair kii paan.cho o yaa haram kii kitaab
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
ik maulvii kii aa.nkh me.n biinaa.ii aa ga.ii
jab rail me.n kisii kaa garebaan khul gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
jo maulvii hai.n vo likkhe.nge kufr ke fatve
sunaa.uu.n suurat-e-mansuur agar taraana-e-ishq
Ahmad Husain Mail
Ghazal
sanam sanam na pukaare KHudaa KHudaa na kare
vo choT khaa.ii hai dil ne ki ab du.aa na kare
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Ghazal
yuu.n to hai sahl har ik kaam kaa aasaa.n honaa
maulvii ke liye dushvaar hai insaa.n honaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
'jamiil' apnaa suKHan in pe raa.egaa.n na karo
ye maulvii kii sune.nge ye maulvii ke hai.n
Jameel Mazhari
Ghazal
maqaamii shai pe kisii ko bhii e.atibaar nahii.n
hamaaraa maulvii tak bhii arab kaa hotaa hai
Hamza Yaqub
Ghazal
Gair mahram se bachaa apnii Gazal ko 'aazim'
chhe.DKHaanii na kahii.n maulvii hazraat kare.n
Ainuddin Azim
Ghazal
go mujh ko maulvii bataa rahaa thaa ye haraam hai
magar tuu kah rahaa hai is me.n diin hai yaqiin hai