SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazeed"
Ghazal MATCHES FOR "mazeed"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
sukuut-e-shaam me.n guu.njii sadaa udaasii kii
ki hai maziid udaasii davaa udaasii kii
Rehman Faris
Ghazal
jaa.n mutrib-e-taraana-e-hal-mim-maziid hai
lab parda-sa.nj-e-zamzama-e-al-amaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
jalve dikhaate jaate vo tarz-e-dilbarii ke
aur dil me.n yaa.n havaa-e-naaz-e-maziid hotii
Ghulam Bhik Nairang
Ghazal
Aqib Sabir
Ghazal
lutf-e-maziid kii mai.n tamannaa to kar sakaa
tum ye to kah sake ki qanaa.at na ho sakii
Hasrat Mohani
Ghazal
alvidaa'ii ik charaaGaa.n aur phir ruKHsat hame.n
ab maziid is raushnii par daad paa sakte nahii.n
Shaheen Abbas
Ghazal
kahaa.n hai shaiKH ko sudh-budh maziid piine kii
nasha utaar ga.e tiin chaar jaam us kaa
Anwar Shuoor
Ghazal
ziyaa.n maziid hai asbaab Dhuu.nDhte rahnaa
hu.aa hai jo vo na hone pe mushtamil hogaa
Ameer Imam
Ghazal
rahne de ratjago.n me.n pareshaa.n maziid use
lagne de ek aur bhii zarb-e-shadiid use
Bedil Haidri
Ghazal
use kaho ki hai.n haazir maziid dukh de le
bahut sukuun milaa hai agar sataa ke mujhe
Saadullah Shah
Ghazal
maziid ik baar par baar-e-giraa.n rakkhaa gayaa hai
zamii.n jo tere upar aasmaa.n rakkhaa gayaa hai
Ameer Imam
Ghazal
kaTii hai umr azaabo.n me.n dekhnaa hai ab
maziid kyaa dil-e-KHaana-KHaraab detaa hai
Mahendra Partap Chand
Ghazal
un ke maziid vaa'do.n pe kaise yaqiin ho
ab tak jo vaa'da kar ke baraabar makr ga.e
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
pha.nstaa gayaa huu.n aur nikalne kii sa.ii me.n
aafat maziid aa.ii hai Talne ke naam par
Nadeem ahmad
Ghazal
maziid kuchh nahii.n bolaa mai.n ho gayaa KHaamosh
is ehtimaam se us ne mujhe kahaa KHaamosh