SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazhar husain sayed"
Ghazal MATCHES FOR "mazhar husain sayed"
Ghazal
shajar kalaam kare.n shahr bhii nayaa ho jaa.e
mai.n ek ism pa.Dhuu.n aur mo.ajiza ho jaa.e
Mazhar Husain Syed
Ghazal
hamaare lafz hai.n maachis kii tiiliyaa.n 'maz.har'
ko.ii dimaaG se rag.De to aag lag jaa.e
Mazhar Husain Syed
Ghazal
ye sochte hu.e baazaar se nikal aayaa
na jaane aadmii kyuu.n Gaar se nikal aayaa
Mazhar Husain Syed
Ghazal
mire shu.uur ko is tarah varGalaayaa gayaa
ko.ii vajuud nahii.n thaa magar dikhaayaa gayaa
Mazhar Husain Syed
Ghazal
jo mahv-e-jashn hai.n 'maz.har' vo log mere nahii.n
jo kaT gayaa hai vahii KHaandaan meraa hai
Mazhar Husain Syed
Ghazal
zaKHm khaate hu.e girne kii adaakaarii kii
us ne ik vaar kiyaa mai.n ne samajhdaarii kii
Mazhar Husain Syed
Ghazal
khul ke sachchaa.ii kaa iz.haar nahii.n kar sakte
ham jo karte hai.n vo aKHbaar nahii.n kar sakte
Mazhar Husain Syed
Ghazal
sulagtii ret ko dariyaa nahii.n kahaa mai.n ne
Gazal kahii hai qasiida nahii.n kahaa mai.n ne
Mazhar Husain Syed
Ghazal
KHud ko banaa ke raakh u.Daanaa pa.Daa hame.n
yuu.n bhii kisii kaa saath nibhaanaa pa.Daa hame.n
Mazhar Husain Syed
Ghazal
sulagtii ret ko dariyaa nahii.n kahaa mai.n ne
Gazal kahii hai qasiida nahii.n kahaa mai.n ne
Mazhar Husain Syed
Ghazal
ye vaaqi'a kabhii taariiKH me.n hu.aa to nahii.n
charaaG-e-'ishq havaa se kabhii bujhaa to nahii.n
Mazhar Husain Syed
Ghazal
ham jis ke KHayaalaat me.n itnaa nikal aa.e
mumkin hai ki vo shaKHs bhii tum saa nikal aa.e
Mazhar Husain Syed
Ghazal
faqiir karb kii shiddat se rone vaalaa hai
vo aashkaar hai us par jo hone vaalaa hai
Mazhar Husain Syed
Ghazal
Mazhar Husain Syed
Ghazal
ishq me.n qaafila-e-saalaar nahii.n chaahiye hai
ye to diivaar hai diivaar nahii.n chaahiye hai
Mazhar Husain Syed
Ghazal
jo bhii zinda hai yahaa.n qatl kiyaa jaa.egaa
dekhiye mujh ko kahaa.n qatl kiyaa jaa.egaa
Mazhar Husain Syed
Ghazal
kisii ko jang me.n yuu.n bhii haraanaa pa.Dtaa hai
ki KHud hii tiir pe jaa kar nishaana pa.Dtaa hai