SEARCH RESULTS
Showing search results for "me.aar"
Ghazal MATCHES FOR "me.aar"
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
mai-kada zarf ke me.aar kaa paimaana hai
KHaalii shiisho.n kii tarah log uchhalte kyuu.n hai.n
Rahat Indori
Ghazal
kaun jaane ki na.e saal me.n tuu kis ko pa.Dhe
teraa me.aar badaltaa hai nisaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
KHud ko tire me.aar se ghaT kar nahii.n dekhaa
jo chho.D gayaa us ko palaT kar nahii.n dekhaa
Ahmad Faraz
Ghazal
is qadar pyaar hai insaa.n kii KHataa.o.n se mujhe
ki farishta miraa me.aar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
me.aar se sivaa yahaa.n raftaar chaahiye
'javvaad' us ko aaKHirii over na diijiyo
Jawad Sheikh
Ghazal
is qadar aasaa.n na hogii har kisii se dostii
aashnaa.ii me.n tiraa me.aar ban jaa.e.nge ham
Ahmad Faraz
Ghazal
har ek shahr kaa me.aar muKHtalif dekhaa
kahii.n pe sar kahii.n pag.Dii kaa ehtiraam hu.aa
Aanis Moin
Ghazal
ishq me.aar-e-vafaa ko nahii.n kartaa niilaam
varna idraak ne dikhlaa.e the raste kyaa kyaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
puurii na adhuurii huu.n na kam-tar huu.n na bartar
insaan huu.n insaan ke me.aar me.n dekhe.n
Fatima Hasan
Ghazal
'daanish' ye haqiiqat hai bhale maano na maano
iKHlaas kaa tai karte hai.n me.aar munaafiq
Danish Aziz
Ghazal
supurdagii miraa me.aar to nahii.n lekin
mai.n sochtaa huu.n tire ruup me.n KHudaa hii na ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
saaqiyaa hifz-e-maraatib kaa zaraa dhyaan rahe
aisaa lagtaa hai ki me.aar se kam hai.n ham hai.n
Wasi Shah
Ghazal
rakhaa hai ek hii me.aar har mohabbat me.n
so jis kisii se bhii kii ek sii mohabbat kii
Aqeel Abbas Jafri
Ghazal
bain karte hu.e 'ahmad' ko ye ma.aluum nahii.n
bain se ranj kaa me.aar badal jaataa hai
Ahmad Tariq
Ghazal
jo sab ko apne hii me.aar par parakhte rahe
to zindagii me.n kise ham-safar banaa.oge