SEARCH RESULTS
Showing search results for "me.aar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "me.aar"
Nazm
saza
mai.n ibtidaa-e-ishq se be-mehr hii rahaa
tum intihaa-e-ishq kaa me.aar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
jawab-e-shikwa
kaun hai taarik-e-aa.iin-e-rasuul-e-muKHtaar
maslahat vaqt kii hai kis ke amal kaa me.aar
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
PAGE MATCHES FOR "me.aar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "me.aar"
Ghazal
kaun jaane ki na.e saal me.n tuu kis ko pa.Dhe
teraa me.aar badaltaa hai nisaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
KHud ko tire me.aar se ghaT kar nahii.n dekhaa
jo chho.D gayaa us ko palaT kar nahii.n dekhaa
Ahmad Faraz
Ghazal
is qadar pyaar hai insaa.n kii KHataa.o.n se mujhe
ki farishta miraa me.aar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
me.aar se sivaa yahaa.n raftaar chaahiye
'javvaad' us ko aaKHirii over na diijiyo
Jawad Sheikh
Nazm
madam
apnii zillat kii qasam aap kii azmat kii qasam
ham ko taaziim ke me.aar parakhne ho.nge
Sahir Ludhianvi
Ghazal
is qadar aasaa.n na hogii har kisii se dostii
aashnaa.ii me.n tiraa me.aar ban jaa.e.nge ham