SEARCH RESULTS
Showing search results for "message"
Ghazal MATCHES FOR "message"
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
jitnaa aap jataatii hai.n har message me.n
kyaa mai.n aap ko itnaa pyaaraa lagtaa huu.n
Fakhr Abbas
Ghazal
mai.n tum ko phone karuu.ngaa na tum mujhe message
tumhe.n Guruur kii mujh ko mirii anaa kii qasam
Mehshar Afridi
Ghazal
Aakash Atharv
Ghazal
achchhii miss hai ko.ii miss call na message ko.ii
apnii sim le le mobile mujhe vaapas kar de
Syed Salman Gilani
Ghazal
tuu ne jis message me.n pyaar jataayaa thaa
saare message us ke jaise achchhe hai.n
Rana Abdurrab
Ghazal
number pe us ke kitne hii message kiye ga.e
aayaa na ik javaab bhii parvardigaar se
Rana Abdurrab
Ghazal
tere message ko sa.nbhaalaa hai ba.Dii muddat se
dil machal jaa.e to auqaat dikhaane ke liye
Mirza Raahil
Ghazal
KHaalii-pan ke karb se shaayad vaaqif thaa
jis ne mujh ko KHaalii message bheje hai.n
Rana Abdurrab
Ghazal
phir to baato.n me.n junuu.n aur bhii ba.Dh jaataa hai
pahlaa message tirii jaanib se agar aataa hai
Naman Gour
Ghazal
tuu ne jo bheje the message ab bhii mobile me.n hai.n
save hai tasviir saarii gallery me.n kii hu.ii
Farooq Noor
Ghazal
raat uTh uTh ke jo message kiyaa karte the ham
company vaale samajh kar vo miTaate jaanaa
Obaidullah Abdi
Ghazal
Imran Nazeer Maani
Ghazal
is vaaste janaab ke message na mil sake
mausam yahaa.n KHaraab bahut der tak rahaa
Yawar Azeem
Ghazal
message kaa der tak na ko.ii jab milaa javaab
maa'luum ho gayaa ki havelii chalii ga.ii
Nadeem Malik
Ghazal
mai.n jiitne vaalaa thaa zaman bhii vo badan bhii
likkhaa hu.aa message nahii.n bhejaa use mai.n ne