SEARCH RESULTS
Showing search results for "met"
Ghazal MATCHES FOR "met"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kis ko paar utaaraa tum ne kis ko paar utaaroge
mallaaho tum pardesii ko biich bha.nvar me.n maaroge
Ibn e Insha
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jab ko.ii bantaa hai laakho.n hastiyo.n ko meT kar
sub.h taaro.n ko dabaatii hai ubharne ke liye
Josh Malihabadi
Ghazal
terii is zid ne mohabbat me.n mujhe meT diyaa
shaGl achchhaa ye tiraa diida-e-KHuu.n-baar na thaa
Ishrat Safipuri
Ghazal
apnii bastii se a.ndheraa duur ho ye soch kar
aag kii baa.nho.n me.n ham ne apnaa chhappar rakh diyaa
Zahid Tandavi
Ghazal
isii roz o shab me.n ulajh kar na rah jaa
ki tere zamaan o makaa.n aur bhii hai.n
Allama Iqbal
Ghazal
yuu.n to har shaam umiido.n me.n guzar jaatii hai
aaj kuchh baat hai jo shaam pe ronaa aayaa