SEARCH RESULTS
Showing search results for "milnaa"
Ghazal MATCHES FOR "milnaa"
Ghazal
ab tak to dil kaa dil se ta.aaruf na ho sakaa
maanaa ki us se milnaa milaanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
milnaa thaa ittifaaq bichha.Dnaa nasiib thaa
vo utnii duur ho gayaa jitnaa qariib thaa
Anjum Rehbar
Ghazal
mohabbato.n me.n to milnaa hai yaa uja.D jaanaa
mizaaj-e-ishq me.n kab e'tidaal rakkhaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
unhe.n to KHaak me.n milnaa hii thaa ki mere the
ye ashk kaun se uu.nche gharaane vaale the
Waseem Barelvi
Ghazal
aise chup hai.n ki ye manzil bhii ka.Dii ho jaise
teraa milnaa bhii judaa.ii kii gha.Dii ho jaise
Ahmad Faraz
Ghazal
ghar pahu.nchne kii na jaldii na tamannaa hai ko.ii
jis ne milnaa ho mujhe aa.e sar-e-raah mile
Umair Najmi
Ghazal
milnaa tiraa agar nahii.n aasaa.n to sahl hai
dushvaar to yahii hai ki dushvaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
us se milnaa hai to phir saada-mizaajii se milo
aa.ine bhes badal kar nahii.n dekhe jaate
Meraj Faizabadi
Ghazal
ab bhalaa apne liye ban.naa sa.nvarnaa kaisaa
KHud se milnaa ho to tayyaar nahii.n hotaa mai.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
dil kaa kyaa hai vo to chaahegaa musalsal milnaa
vo sitamgar bhii magar soche kisii pal milnaa
Parveen Shakir
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Gopaldas Neeraj
Ghazal
milnaa thaa ek baar use phir kahii.n 'muniir'
aisaa me.n chaahtaa thaa par aisaa nahii.n hu.aa
Muneer Niyazi
Ghazal
milnaa hai to mil jaa.o yahii.n hashr me.n kyaa hai
ik umr mire va.ada-shikan kam nahii.n hotii
Qaisarul Jafri
Ghazal
ai husn-e-laala-faam! zaraa aa.nkh to milaa
KHaalii pa.De hai.n jaam! zaraa aa.nkh to milaa