SEARCH RESULTS
Showing search results for "minnat"
Ghazal MATCHES FOR "minnat"
Ghazal
phir jii me.n hai ki dar pe kisii ke pa.De rahe.n
sar zer-baar-e-minnat-e-darbaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Saeed Rahi
Ghazal
minnat-e-hazrat-e-iisaa na uThaa.e.nge kabhii
zindagii ke liye sharminda-e-ehsaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
puuchhaa thaa garche yaar ne ahvaal-e-dil magar
kis ko dimaaG-e-minnat-e-guft-o-shunuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Zaheer Dehlvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nkh uThaa kar jo ravaadaar na thaa dekhne kaa
vahii dil kartaa hai ab minnat o zaarii us kii
Parveen Shakir
Ghazal
hai sang par baraat-e-ma.aash-e-junuun-e-ishq
yaa'nii hunuuz minnat-e-tiflaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHumaar-e-minnat-e-saaqii agar yahii hai 'asad'
Dil-e-gudaaKHta ke mai-kade me.n saaGar khii.nch
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe vo shiddat-e-ehsaas de ki dekh sukuu.n
tujhe qariib se aur minnat-e-nazar ke baGair
Saleem Ahmed
Ghazal
ai sar-e-shoriida naaz-e-'ishq va paas-e-aabruu
yak taraf saudaa va yaksuu minnat-e-dastaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kyuu.nkar ye kahe.n minnat-e-aadaa na kare.nge
kyaa kyaa na kiyaa ishq me.n kyaa kyaa na kare.nge