SEARCH RESULTS
Showing search results for "misaal-e-ma.anii-e-lafz-e-asar"
Ghazal MATCHES FOR "misaal-e-ma.anii-e-lafz-e-asar"
Ghazal
khiche jo siine se naala to chaahiye ai dil
misaal-e-ma.anii-e-lafz-e-asar asar me.n rahe
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
tilism-e-lafz-o-ma.aanii ko taar taar kare.n
tasavvuraat kii nudrat ko aashkaar kare.n
Samad Ansari
Ghazal
misaal-e-ma.anii-e-be-lafz-o-lafz-e-be-ma.anii
jo tere dil me.n nahii.n hai vo 'aarzuu' huu.n mai.n
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
talaash-e-ma.ani-e-maqsuud itnii sahl na thii
mai.n lafz lafz utartaa gayaa bahut gahraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shariir-o-tund havaa thii ki rau ma.aanii kii
tamaam lafz lab-e-mo'tabar kii gard hu.e
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
maa’nii-e-lafz-e-mohabbat to bahut hai.n dushvaar
kyaa samajh paa.egaa is shai kii haqiiqat ko.ii
Marghoob Haidar Aabidi
Ghazal
kyaa likhe dekhe sitamgar ma.anii-e-lafz-e-vafaa
phaa.D Daalaa kyo.n KHafaa ho kar varaq qaamuus kaa
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
suurat-e-lafz-o-ibaaraat-o-ma.aanii andar
jalva-gar tuu.n che hu.aa hai mere diivaan me.n aa
Qurbi Velori
Ghazal
vahshat kahaa.n ki be-KHudii inshaa kare ko.ii
hastii ko lafz-e-m.ani-e-anqaa kare ko.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
daftar hai ek maani-e-be-lafz-o-saut kaa
saada sii jo nigaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
ma.aanii-o-lafz me.n jo rabt hai mai.n jaan gayaa
khole is tarah se asraar-e-ma.aanii tum ne
Mukhtar Siddiqui
Ghazal
bekaar sharh-e-lafz-o-ma.aanii se faa.eda
jab tuu nahii.n to shahr me.n tujh saa kahaa.n se aa.e
Kishwar Naheed
Ghazal
tilism-e-lafz-o-ma.aanii me.n qaid huu.n 'shaadaab'
tamaam umr mire haath se luGat na ga.ii
Aqeel Shadab
Ghazal
vajuud-e-lafz-o-ma.anii sukuun-e-jaa.n kahiye
KHud apnii zaat me.n har harf ik aziyyat thaa
Mukhtar Shameem
Ghazal
navaah-e-lafz-o-ma.aanii me.n guu.nj hai kis kii
ko.ii bataa.e ye 'amjad' ki ham bataa.e.nge
Ghufran Amjad
Ghazal
vo imtiyaaz-e-husn hai ma.anii o lafz kaa
'vahshat' ko jis ne 'Gaalib'-e-dauraa.n banaa diyaa