SEARCH RESULTS
Showing search results for "mo.ammaa"
Ghazal MATCHES FOR "mo.ammaa"
Ghazal
majaaz qaid mo'amma shabiih istiqbaal
kisii se aa.nkh milaane me.n adbiyaat pa.Dhii
Shahzad Qais
Ghazal
vo tuu ki ‘uqda-kushaa-o-musabbib-ul-asbaab
ye mai.n ki aap mo'amma huu.n aap apnaa hii hal
Ahmad Faraz
Ghazal
Sajid Ali
Ghazal
Sajid Ali
Ghazal
chand lamho.n me.n mo'amma ziist kaa hal kar gayaa
ek diivaana KHirad-mando.n ko paagal kar gayaa
Mohammad Ali Mauj Rampuri
Ghazal
Gair-mumkin hai 'amii.n' hal ho mo.ammaa-e-hayaat
dil agar paak na ho diida-e-darraak na ho
Ameen Hazin
Ghazal
ik mo'amma hii rahaa ye ahl-e-duniyaa ke liye
chho.D kar duniyaa ko aaKHir kis jagah jaate hai.n log
D. Raj Kanwal
Ghazal
khul to jaanaa hai bil-aaKHir bhed tere husn kaa
ye mo'amma hai zaraa taaKHiir karne vaaste
Iqtidar Javed
Ghazal
tuu na hotaa to mo'amma kaa ko.ii hal hii na thaa
maqsad-e-ziist hai kyaa haasil-e-duniyaa kyaa hai
Gulshan Barelvi
Ghazal
suljhaa rahaa thaa arz-o-samaa kii vo gutthiyaa.n sabhii
sab ke liye KHud ek mo'amma banaa hu.aa
Balraj Hairat
Ghazal
ik mo'amma hai jo baalaa-e-KHirad hai 'haidar'
aadmii hazrat-e-insaan hu.aa chaahtaa hai
Daniyal Haider Jafri
Ghazal
ye mirii 'ain javaanii kaa mo'amma hai miyaa.n
'ishq vo aag nahii.n hai jo bhasam honii hai
Usman Alvi
Ghazal
dil se to har mo.aamla kar ke chale the saaf ham
kahne me.n un ke saamne baat badal badal ga.ii