SEARCH RESULTS
Showing search results for "mo.ammaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mo.ammaa"
Ghazal
majaaz qaid mo'amma shabiih istiqbaal
kisii se aa.nkh milaane me.n adbiyaat pa.Dhii
Shahzad Qais
Ghazal
vo tuu ki ‘uqda-kushaa-o-musabbib-ul-asbaab
ye mai.n ki aap mo'amma huu.n aap apnaa hii hal
Ahmad Faraz
Mazahiya
kabhii valii kabhii vaa.iz kabhii KHaraabaatii
samajh sako to samajh lo vo ik mo.ammaa hai
Dilawar Figar
Ghazal
Sajid Ali
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mo.ammaa"
Ghazal
chand lamho.n me.n mo'amma ziist kaa hal kar gayaa
ek diivaana KHirad-mando.n ko paagal kar gayaa
Mohammad Ali Mauj Rampuri
Ghazal
Gair-mumkin hai 'amii.n' hal ho mo.ammaa-e-hayaat
dil agar paak na ho diida-e-darraak na ho
Ameen Hazin
Ghazal
ik mo'amma hii rahaa ye ahl-e-duniyaa ke liye
chho.D kar duniyaa ko aaKHir kis jagah jaate hai.n log
D. Raj Kanwal
Ghazal
khul to jaanaa hai bil-aaKHir bhed tere husn kaa
ye mo'amma hai zaraa taaKHiir karne vaaste
Iqtidar Javed
Ghazal
tuu na hotaa to mo'amma kaa ko.ii hal hii na thaa
maqsad-e-ziist hai kyaa haasil-e-duniyaa kyaa hai
Gulshan Barelvi
Nazm
talash-e-gum-gashta
kaisaa mo'amma hai jo hal na hone kaa saamaan
mere KHayaalo.n kii