SEARCH RESULTS
Showing search results for "mo.atakif-e-hujra-e-inkaar"
Ghazal MATCHES FOR "mo.atakif-e-hujra-e-inkaar"
Ghazal
'maz.harii' mo.atakif-e-hujra-e-inkaar to hai
'maz.harii' be-KHabar-e-kulfat-e-ayyaam nahii.n
Jameel Mazhari
Ghazal
charaaG-e-hujra-e-darvesh kii bujhtii hu.ii lau
havaa se kah ga.ii hai ab tamaashaa KHatm hogaa
Iftikhar Arif
Ghazal
havaa ne jashn manaa.e vo intizaar kii raat
charaaG-e-hujra-e-furqat sambhaalte guzrii
Yaqoob Tasawwur
Ghazal
suKHan ko na.ara qalam ko alam banaate hu.e
sukuut-e-hujra-e-fankaar se nikal aayaa
Mazhar Husain Syed
Ghazal
bhuule hai.n apne farz ko ye KHvaajgaan-e-hind
haq dene me.n bhii karte hai.n inkaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Amir Hamza Saqib
Ghazal
hujra-e-zaat se baahar to nikal kar dekho
tum kisii duusre paikar me.n bhii Dhal kar dekho
Pirzada Qasim
Ghazal
hujra-e-zaat kii vahshat se sukuu.n niklaa hai
ashk niklaa ki miraa zaKHm-e-daruu.n niklaa hai
Aarib Hasimi
Ghazal
yuu.n hujra-e-KHayaal me.n baiThaa hu.aa huu.n mai.n
goyaa miraa vajuud nahii.n vaahima huu.n me.n
Farooque Muztar
Ghazal
guzar is hujra-e-garduu.n se ho kiidhar apnaa
qaid-KHaana hai 'ajab gumbad-e-be-dar apnaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
lams kii lau me.n pighaltaa hujra-e-zaat-o-sifaat
tum bhii hote to a.ndheraa dekhne kii chiiz thii
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
jahaan-e-KHair me.n ik hujra-e-qanaa.at-o-sabr
KHudaa kare ki rahe jism o jaa.n ke hote hu.e