SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohalla"
Ghazal MATCHES FOR "mohalla"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ab kyaa kahuu.n ki saaraa mohalla hai sharmsaar
mai.n huu.n azaab me.n ki mire zaKHm bhar ga.e
Jaun Eliya
Ghazal
ishq kar ke dekhiye apnaa to ye hai tajraba
ghar mohalla shahr sab pahle se achchhaa ho gayaa
Nida Fazli
Ghazal
shahr bhii likkhaa makaa.n likkhaa mohalla likhaa
ham kahaa.n ke the magar us ne kahaa.n kaa likhkhaa
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
vahii mohalla vahii puraanaa ghar thaa vahaa.n
darvaaze par lekin aur hii naam milaa
Mohammad Alvi
Ghazal
Sajjad Shamsi
Ghazal
naam se mere nagar me.n ik mohalla dekh kar
meraa dushman mar na jaa.e mujh ko zinda dekh kar
Naved Anjum
Ghazal
Navneet Sharma
Ghazal
Ishaq Asar
Ghazal
gayaa hai mere mohalla se jab se badr-e-muniir
hai chashm-e-qalb-e-hazii.n kaisii zaar zaar na puuchh
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
aaj tak bhuul nahii.n paayaa mai.n un tiino.n ko
vo mohalla vo galii aur tiraa darvaaza
Mohammad Ahmad Saqi
Ghazal
ek sunsaan mohalla hai miraa siina aur
is mahalle me.n ye dil qais kaa ghar lagtaa hai
Syed Adeel Gilanii
Ghazal
jaulaa.n-gah-e-KHaasaan-e-mohabbat se guzaaro
kahte nahii.n ham shaahrah-e-aam hame.n do