SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohraa"
Ghazal MATCHES FOR "mohraa"
Ghazal
zohd gardiidan hai gard-e-KHaana-haa-e-mun.imaa.n
daana-e-tasbiih se mai.n mohra-dar-shashdar hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe chaal chalne me.n der ho ga.ii aur mai.n
ko.ii ek mohra idhar-udhar nahii.n kar sakaa
Azhar Faragh
Ghazal
KHaal-e-aariz dekh lo halqe me.n zulf-e-yaar ke
maar-e-mohra gar na dekhaa ho dahan me.n maar ke
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
baazii to us ke haath thii phir bhii na jaane kyuu.n
mohra samajh ke us ne ba.Dhaayaa nahii.n mujhe
Asifa Nishat
Ghazal
is daur me.n KHuluus kaa kyaa kaam ai 'shakeb'
kyuu.n kar chale bisaat pe mohra piTaa hu.aa
Shakeb Jalali
Ghazal
vo khel thaa mazaaq thaa yaa KHauf thaa ko.ii
ik chaal chal ke us ne jo mohra badal diyaa
Fatima Hasan
Ghazal
chehraa-mohraa to bahar-haal damak hii legaa
taabish-e-chashma-e-nam-naak kahaa.n se laa.e.n
Liaqat Jafri
Ghazal
har ek baazii hai terii ye khel hai teraa
mai.n sirf mohra huu.n yaa-rab bisaat terii hai
Aazim Gurvinder Singh Kohli
Ghazal
Raza Azimabadi
Ghazal
ko.ii mohra na zafar-yaab hu.aa chaahat kaa
dil kii baazii ne hame.n Gam ke sivaa kuchh na diyaa
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
Rehan Alvi
Ghazal
shatranj hai siyaasat-e-dauraa.n kaa khel bhii
haakim bhii apne taKHt pe mohra dikhaa.ii de
Zaheer Ahmad
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ham shaatiro.n ke shahr me.n be-mol bik ga.e
ham ko siyaasii logo.n ne mohraa banaa liyaa