SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohtaaj"
Ghazal MATCHES FOR "mohtaaj"
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
taqdiir ne kyaa qutub-e-falak mujh ko banaayaa
mohtaaj miraa paa.nv rahaa KHaana-e-zii.n kaa
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
merii ayyaar nigaaho.n se vafaa maa.ngtaa hai
vo bhii mohtaaj milaa vo bhii savaalii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
hai gardish-e-saaGar mirii taqdiir kaa chakkar
mohtaaj-e-tavaaf-e-dar-e-mai-KHaana nahii.n huu.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
merii ayyaar nigaaho.n se vafaa maa.ngtaa hai
vo bhii mohtaaj milaa vo bhii savaalii niklaa
Saqi Faruqi
Ghazal
mohtaaj-e-buu-e-itr na thaa jism-e-KHuub-e-yaar
KHushbu-e-dilbarii thii jo us pairahan me.n thii
Hasrat Mohani
Ghazal
ishq hii kab hai jo maanuus-e-zabaa.n hotaa hai
dard hii kab hai jo mohtaaj-e-bayaa.n hotaa hai
Amir Usmani
Ghazal
ek aisii qanaa.at hai tabii.at me.n ki jis ne
mohtaaj hame.n naan-e-javii.n kaa nahii.n rakkhaa
Saqi Faruqi
Ghazal
husn bhii husn hai mohtaaj-e-nazar hai jab tak
sho.ala-e-ishq charaaG-e-tah-e-daamaa.n hii sahii
Nasir Kazmi
Ghazal
sab kuchh mire saaqii ne diyaa hai mujhe 'manzar'
mohtaaj-e-mai-o-shiisha-o-paimaana nahii.n huu.n
Manzar Lakhnavi
Ghazal
mai.n ne ta.abiir ko tahriir me.n aane na diyaa
KHvaab likhte hu.e mohtaaj-e-bashaarat likhkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
uTh kar tire dar se kahii.n jaane ke nahii.n ham
mohtaaj kisii aur Thikaane ke nahii.n ham
Rasheed Rampuri
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
hidaayato.n kaa hai mohtaaj naama-bar kii tarah
faqiih-e-shahr tilism-e-bayaa.n ke hote hu.e
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
vo merii taariif kaa ab mohtaaj nahii.n
vo chehra to KHud hii ek misaal hu.aa
Krishna Kumar Toor
Ghazal
haa.e mohtaaj hu.aa marham-e-za.ngaar kaa tuu
zaKHm-e-dil zahr mujhe ha.nsnaa tiraa lagtaa hai