SEARCH RESULTS
Showing search results for "molo.n"
Ghazal MATCHES FOR "molo.n"
Ghazal
sard-mehrii kaa tirii saaqii natiija ye hu.aa
aag ke molo.n jo biktii thii vo mai paanii hu.ii
Jaleel Manikpuri
Ghazal
shaayad bataa diyaa thaa kisii ne miraa pata
miilo.n mirii talaash me.n rasta nikal gayaa
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
tum aa.o to pa.nkh lagaa kar u.D jaa.e ye shaam
miilo.n lambii raat simaT kar pal do pal ho jaa.e
Qaisarul Jafri
Ghazal
Wazir Agha
Ghazal
ham un kii samt chale.n kis tarah se miilo.n-miil
hamaarii samt jo baalisht-bhar nahii.n aate
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
dekhuu.n to vo saamne baiThaa hu.aa hai
sochuu.n to ik miilo.n lambaa faasla hai
Sandeep Thakur
Ghazal
sadiyo.n ke ghaaT par bhare melo.n kii bhii.D me.n
ai dard-e-shaadmaa.n tiraa kyaa kyaa libaas thaa
Majeed Amjad
Ghazal
Manish Shukla
Ghazal
aa.e vo din ki kisht-e-falak ho harii-bharii
banjar zamii.n pe miilo.n talak sabz ghaas ho
Wazir Agha
Ghazal
shahr base the miilo.n tak us kii jaanib
ek musalsal jangal thaa jis paar the ham
Kuldeep Kumar
Ghazal
Ehtisham Hasan
Ghazal
umr bhar us kii jaanib mai.n chaltii rahii
phir bhii miilo.n kaa ye faasla rah gayaa
Hina Abbas
Ghazal
Chandrabhan Khayal
Ghazal
hazaar miilo.n bichhii irtiqaa kii miTTii par
badan me.n ab bhii samundar sunaa.ii detaa hai
Riyaz Latif
Ghazal
meraa tumhaare hijr ne ye haal kar diyaa
shab ko tumhaarii shakl nazar aa.ii moon me.n