SEARCH RESULTS
Showing search results for "mu.Dii"
Ghazal MATCHES FOR "mu.Dii"
Ghazal
gardan mu.Dii nigaah la.Dii baat kuchh na kii
shoKHii to KHair aap kii tamkii.n balaa kii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
motii suu.n hor sune se na jaano.n diyaa hai kun
bhar sab apas ke tan kuu.n mu.Dii thii nazar pa.Dii
Qazi Mahmud Behri
Ghazal
Mahnaz Anjum
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dil mudda'ii ke harf-e-malaamat se shaad hai
ai jaan-e-jaa.n ye harf tiraa naam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
usii kaa shahr vahii mudda.ii vahii munsif
hame.n yaqii.n thaa hamaaraa qusuur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
yahaa.n vo kaun hai jo intiKHaab-e-Gam pe qaadir ho
jo mil jaa.e vahii Gam dosto.n kaa mudda.aa hogaa