SEARCH RESULTS
Showing search results for "mubaarak"
Ghazal MATCHES FOR "mubaarak"
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
aaj yaaro.n ko mubaarak ho ki sub.h-e-iid hai
raag hai mai hai chaman hai dilrubaa hai diid hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
ye khusravii-o-shaukat-e-shaahaana mubaarak
ye qasr ye KHuddaam ye kaashaana mubaarak
Bedam Shah Warsi
Ghazal
ye adaa-e-be-niyaazii tujhe bevafaa mubaarak
magar aisii be-ruKHii kyaa ki salaam tak na pahu.nche
Shakeel Badayuni
Ghazal
Jamal Ehsani
Ghazal
tiraa lahja tirii pahchaan mubaarak ho tujhe
tirii vahshat tiraa haijaan mubaarak ho tujhe
Mohammad Shahid Firoz
Ghazal
Mitali Raj Tiwari
Ghazal
aaGosh-e-tasavvur me.n jab mai.n ne use maskaa
lab-haa-e-mubaarak se ik shor thaa bas-bas kaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Iqbal Ashhar Quraishi
Ghazal
hamaare baa'd jo aa.e.n unhe.n mubaarak ho
jahaa.n the kunj vahaa.n kaar-KHaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
bahkii bahkii hai 'mubaarak' baat baat
KHair to hai kyuu.n Thikaane dil nahii.n
Mubarak Azimabadi
Ghazal
vo jo ma.asuum saa shaa'ir hai 'mubaarak' 'ahmad'
us kaa duniyaa me.n faqat tuu hai KHazaana aanaa
Mubarik Siddiqi
Ghazal
jashn tujh ko mire nau-shaah mubaarak hove
bazm-e-'ishrat tirii dil-KHvaah mubaarak hove
Mardan Safi
Ghazal
saum zaahid ko mubaarak rahe aabid ko salaat
aasiyo.n ko tirii rahmat pe bharosaa karnaa
Hasrat Mohani
Ghazal
ek 'mubaarak' vo na dil se duur rahe
baaqii to phir chal so chal hai kyaa likkhuu.n