SEARCH RESULTS
Showing search results for "mudaaraa"
Ghazal MATCHES FOR "mudaaraa"
Ghazal
zahr-e-alam kii aur ba.Dhaane ko talKHiyaa.n
be-mehriyo.n ke saath mudaaraa kabhii kabhii
Asar Lakhnavi
Ghazal
Gazab laasho.n pe karte raqs hai.n jo
vo kahte hai.n mudaaraa jaa rahaa hai
Poonam Sonachhatra
Ghazal
hame.n to hazrat-e-vaa.iz kii zid ne pilvaa.ii
yahaa.n iraada-e-sharb-e-mudaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye adaa-e-be-niyaazii tujhe bevafaa mubaarak
magar aisii be-ruKHii kyaa ki salaam tak na pahu.nche
Shakeel Badayuni
Ghazal
hamaare baa'd jo aa.e.n unhe.n mubaarak ho
jahaa.n the kunj vahaa.n kaar-KHaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
kyuu.n gardish-e-mudaam se ghabraa na jaa.e dil
insaan huu.n piyaala o saaGar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
yuu.n to kabhii mu.nh pher ke dekho bhii nahii.n ho
jab vaqt pa.De hai to mudaaraat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
zindaa.n me.n bhii shorish na ga.ii apne junuu.n kii
ab sang mudaavaa hai is aashufta-sarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ai naavak-e-Gam dil me.n hai ik buu.nd lahuu kii
kuchh aur to kyaa ham se mudaaraat banegii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
paayaa tujhe huduud-e-ta.ayyun se maavaraa
manzil se kuchh nikal ke tiraa raasta milaa