SEARCH RESULTS
Showing search results for "mufassir"
Ghazal MATCHES FOR "mufassir"
Ghazal
ahkaam tire haq hai.n magar apne mufassir
taaviil se qur.aa.n ko banaa sakte hai.n paazand
Allama Iqbal
Ghazal
shaa.ir adiib aur mufassir kii shakl me.n
phailaa.ii tuu ne ilm kii tanviir lakhna.uu
Mahwar Sirsivi
Ghazal
Khawar Rizvi
Ghazal
mire vajuud se hairat me.n hai mufassir-e-aql
vo raaz huu.n jo na mastuur hai na ifshaa hai
Nazeer Muzaffarpuri
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
bayaan-e-haal mufassal nahii.n hu.aa ab tak
jo mas.ala thaa vahii hal nahii.n hu.aa ab tak
Jahangeer nayab
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
nahii.n hai munhasir kuchh fasl-e-gul par
junuu.n ke aur bhii mausam bahut hai.n
Maikash Akbarabadi
Ghazal
roz o shab rahtaa hai terii yaad me.n aashiq kaa dil
go muqassir hai tirii KHidmat se go ma.azuur hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
hai turfa mufattin-nigah us aa.ina-ruu kii
ik pal me.n kare sai.nka.Do.n KHuu.n aur mukar jaa.e
Meer Taqi Meer
Ghazal
nahii.n pahchaan paayaa ahl-e-dil ko
mubassir kii nazar me.n kuchh dhu.aa.n thaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
paas thaa zanjiir tak kaa tauq par kyaa munhasir
vo kisii me.n ab kahaa.n jo tere diivaane me.n thaa
Shad Azimabadi
Ghazal
ghar basaa kar bhii musaafir ke musaafir Thahre
log darvaazo.n se nikle ki muhaajir Thahre
Qaisarul Jafri
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
mai.n apne aap se tho.Daa bahut muta.assir huu.n
ye merii zaat ko aazaar hai nahii.n hai kyaa