SEARCH RESULTS
Showing search results for "mufrad"
Ghazal MATCHES FOR "mufrad"
Ghazal
Gazal ke sher hai.n mufrad magar vo shaa.ir hai
jise sab ek la.Dii me.n pironaa aataa hai
Asad Badayuni
Ghazal
'tasniim' ke zamii.n pe Thaharte nahii.n qadam
mufrad ko us ne jab se murakkab samajh liyaa
Tasnim Abbas Quraishi
Ghazal
mufrad hai terii zaat murakkab ke husn se
dil kii Gazal me.n Duub ke fiqre latiif hai.n
Aftab Shah
Ghazal
Tahir Saood Kiratpuri
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vaa.iz kamaal-e-tark se miltii hai yaa.n muraad
duniyaa jo chho.D dii hai to uqbaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
kab tak isii ko aaKHirii manzil kahe.nge ham
kuu-e-muraad se bhii udhar jaanaa chaahiye
Ahmad Faraz
Ghazal
ye kaun kahve hai aabaad kar hame.n lekin
kabhii zamaana muraad-e-dil-e-KHaraab to de
Mirza Ghalib
Ghazal
manzil milii muraad milii mudda.aa milaa
sab kuchh mujhe milaa jo tiraa naqsh-e-paa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
dilchasp vaaqi.a hai ki kal ik aziiz dost
apne mafaad par mujhe qurbaan kar gayaa
Khalid Sharif
Ghazal
kis manzil-e-muraad kii jaanib ravaa.n hai.n ham
ai rah-ravaan-e-KHaak-basar puuchhte chalo