SEARCH RESULTS
Showing search results for "muhimmaat"
Ghazal MATCHES FOR "muhimmaat"
Ghazal
ek aa.ngan ko faqat apne sajaane ke liye
kitnii jhiile.n hai.n muhimmaat tumhe.n kyaa ma.aluum
Mohammad Daood Mohsin
Ghazal
dushman ko to rakkhuu.ngaa mai.n mastuur-e-zamaana
mumkin hai kabhii apne muhimmaat bataa duu.n
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
dasht kii jumla rivaayaat ko yakjaa kar ke
hijr-zaado.n kii muhimmaat pe likkhaa jaa.e
Syeda Farah Shah
Ghazal
man mast hai.n is tarah ravaa.n nafs ke piichhe
sar karne ko goyaa ki muhimmaat uThe hai.n
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
mujh ko ye dhun saa.e me.n baiThe.n kahii.n
tujh ko magar shauq-e-muhimmaat thaa
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
hazaar Galba-e-shab ho thakan ho nii.nd aa.e
abhii bahut hai.n muhimmaat jaagte rahiye
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
jo un pe guzartii hai kis ne use jaanaa hai
apnii hii musiibat hai apnaa hii fasaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
shauq se raah-e-mohabbat kii musiibat jhel le
ik KHushii kaa raaz pinhaa.n jaada-e-manzil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
'mohsin' mai.n us se kah na sakaa yuu.n bhii haal dil
darpesh ek taaza musiibat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
pahle to sunaa karte the aashiq kii musiibat
ab aa.nkh se vo aaTh pahar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
aab-e-muhiit-e-ishq kaa bahr 'ajiib bahr hai
taire to Garq ho ga.e Duube to paar kar ga.e