SEARCH RESULTS
Showing search results for "mujaavar"
Ghazal MATCHES FOR "mujaavar"
Ghazal
itnii mah.ngaa.ii hai biryaanii ko.ii laataa nahii.n
phir ko.ii bhuukaa mujaavar aastaane se gayaa
Khalid Irfan
Ghazal
meraa yaqiin qad se mire hai buland-tar
gahre samundaro.n me.n muqaddar hai saath saath
Safdar Hamadani
Ghazal
hai aalam-e-huu turbat-e-majnuu.n kaa mujaavar
sannaaTe kaa aalam hai nigahbaan-e-bayaabaa.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
judaa.iyaa.n to muqaddar hai.n phir bhii jaan-e-safar
kuchh aur duur zaraa saath chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jo mil gayaa usii ko muqaddar samajh liyaa
jo kho gayaa mai.n us ko bhulaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
ishq hai to ishq kaa iz.haar honaa chaahiye
aap ko chehre se bhii biimaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
bas-ki dushvaar hai har kaam kaa aasaa.n honaa
aadmii ko bhii muyassar nahii.n insaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
shoKHii sii hai savaal-e-mukarrar me.n ai kaliim
shart-e-razaa ye hai ki taqaazaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
is shab ke muqaddar me.n sahar hii nahii.n 'mohsin'
dekhaa hai ka.ii baar charaaGo.n ko bujhaa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
bataa ai abr musaavaat kyuu.n nahii.n kartaa
hamaare gaa.nv me.n barsaat kyuu.n nahii.n kartaa