SEARCH RESULTS
Showing search results for "mujaavar"
Nazm MATCHES FOR "mujaavar"
Nazm
KHanqah
qum-bi-iznillaah kah sakte the jo ruKHsat hu.e
KHaanqaaho.n me.n mujaavar rah ga.e yaa gorkan
Allama Iqbal
Nazm
shair
apne hii maazii ke marqad ke mujaavar ban kar
aur marqad pe jalaate hai.n jo ashko.n ke charaaG
Rifat Sarosh
Nazm
kabhi kabhi
guzarne paatii to shaadaab ho bhii saktii thii
ye tiirgii jo mirii ziist kaa muqaddar hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHuda ka sawal
tuu me.araaj-e-fan tuu hii fan kaa si.nghaar
musavvir huu.n mai.n tuu miraa shaahkaar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
do ishq
ab chamkegaa be-sabr nigaaho.n kaa muqaddar
is baam se niklegaa tire husn kaa KHurshiid
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
log aurat ko faqat jism samajh lete hain
ik bujhii ruuh luTe jism ke Dhaa.nche me.n liye
sochtii huu.n mai.n kahaa.n jaa ke muqaddar pho.Duu.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
mata-e-ghair
puuchh kar apnii nigaaho.n se bataa de mujh ko
merii raato.n ke muqaddar me.n sahar hai ki nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
lauh-o-qalam
manzuur ye talKHii ye sitam ham ko gavaaraa
dam hai to mudaavaa-e-alam karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
urdu
'haalii' ne muravvat kaa sabaq yaad dilaayaa
'iqbaal' ne aa.iina-e-haq mujh ko dikhaayaa
Iqbal Ashhar
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
hai azal se in Gariibo.n ke muqaddar me.n sujuud
in kii fitrat kaa taqaazaa hai namaaz-e-be-qayaam
Allama Iqbal
Nazm
lenin
ye 'ilm ye hikmat ye tadabbur ye hukuumat
piite hai.n lahuu dete hai.n taaliim-e-musaavaat