SEARCH RESULTS
Showing search results for "mujarrab"
Ghazal MATCHES FOR "mujarrab"
Ghazal
khushbuu-e-sher se mahzuuz hu.aa kar 'raahat'
Gam ke biimaar ye nusKHa hai mujarrab meraa
Rahat Hasan
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
zehnii maraz pe talKH davaa kyo.n hakiim jii
shiirii.n hai ko.ii nusKHa mujarrab dikhaa.iye
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
tanqiid me.n usuul-o-zavaabit se kyaa Garaz
bas apne nazariye ko murattab dikhaa.iye
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
zikr teraa tark karnaa hai mire Gam kii davaa
muntazir huu.n is mujarrab nusKHe kii taasiir kaa
Ain Seen
Ghazal
iksiir-e-mujarrab hai.n kar zabt inhe.n ya.anii
dil hii kaa ye jauhar hai.n dil hii ko pilaa aa.nsuu
Ameen Hazin
Ghazal
shoKHii sii hai savaal-e-mukarrar me.n ai kaliim
shart-e-razaa ye hai ki taqaazaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
ye adaa-e-be-niyaazii tujhe bevafaa mubaarak
magar aisii be-ruKHii kyaa ki salaam tak na pahu.nche
Shakeel Badayuni
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
har baar na.e shauq se hai arz-e-tamannaa
sau baar bhii ham kah ke mukarrar nahii.n kahte
Bismil Saeedi
Ghazal
abruu se hai kyaa us nigah-e-naaz ko paivand
hai tiir muqarrar magar is kii hai kamaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
hamaare baa'd jo aa.e.n unhe.n mubaarak ho
jahaa.n the kunj vahaa.n kaar-KHaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
yaa-rab zamaana mujh ko miTaataa hai kis liye
lauh-e-jahaa.n pe harf-e-mukarrar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
yuu.n to kabhii mu.nh pher ke dekho bhii nahii.n ho
jab vaqt pa.De hai to mudaaraat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
ek taariiKH muqarrar pe to har maah mile
jaise daftar me.n kisii shaKHs ko tanKHvaah mile
Umair Najmi
Ghazal
ai naavak-e-Gam dil me.n hai ik buu.nd lahuu kii
kuchh aur to kyaa ham se mudaaraat banegii