SEARCH RESULTS
Showing search results for "mujarrab"
Nazm MATCHES FOR "mujarrab"
Nazm
shikwa
ab vo altaaf nahii.n ham pe inaayaat nahii.n
baat ye kyaa hai ki pahlii sii mudaaraat nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
mo.azzaziin-e-adaalat bhii half uThaane ko
misaal-e-saa.il-e-mubarram nashista raah me.n hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
wo
vo kitaab-e-husn vo ilm o adab kii taaliba
vo mohazzab vo mu.addab vo muqaddas raahiba
Jaun Eliya
Nazm
lauh-o-qalam
ik tarz-e-taGaaful hai so vo un ko mubaarak
ik arz-e-tamannaa hai so ham karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jashn-e-ghaalib
ye jashn mubaarak ho par ye bhii sadaaqat hai
ham log haqiiqat ke ehsaas se aarii hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
jugnu
ye be-KHudii-e-musarrat ye vaalihaana raqs
ye taal-sam ye chhamaa-chham ki kaan bajte hai.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ai nae sal bata tujh mein naya-pan kya hai
be-sabab log kyo.n dete hai.n mubaarak-baade.n
Gaaliban bhuul ga.e vaqt kii ka.Dvii yaade.n
Faiz Ludhianvi
Nazm
KHak-e-hind
shaidaa-e-bostaa.n ko sarv-o-saman mubaarak
ra.ngii.n tabii.ato.n ko ra.ng-e-suKHan mubaarak
Chakbast Braj Narayan
Nazm
chadar aur chaar-diwari
dam-e-sub.h dar-ba-dar hai.n
huzuur ke nutfe ko mubaarak ke nisf virsa se be-mo'atabar hai.n
Fahmida Riaz
Nazm
eid
pa un se ko.ii umiid-e-vafaa kare kaise
jo ba-du.aa ho mujassam du.aa kare kaise