SEARCH RESULTS
Showing search results for "mulhid"
Ghazal MATCHES FOR "mulhid"
Ghazal
momin o kaafir o mushrik na to murtad mulhid
apne Daa.nDe to kisii se bhii kahii.n milte nahii.n
Shamim Abbas
Ghazal
mullaa kaa ye fatvaa hai ki 'faaruuq' hai mulhid
ai diin-e-mohammad tiraa allaah nigah-baa.n
Farooq Banspari
Ghazal
KHilqat-e-shahr na maanii miraa mulhid honaa
varna shoshe to bahut mufti-e-dii.n ne chho.De
Zuhoor Nazar
Ghazal
mujhe pata hai ki mulhid hai shahr-e-hasrat se
chalaa gayaa to ye kaafir udaas kar degaa
Masood Tanha
Ghazal
Tauheed Zeb
Ghazal
Jashn Abbas
Ghazal
murshid ke jhuuT kii to sazaa be-hisaab hai
tum chho.Diyo na shahr ko sahraa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Guncha-e-gul ko vo muTThii me.n liye aate the
mai.n ne puuchhaa to kiyaa mujh se bahaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
thaa jinhe.n zo.am vo dariyaa bhii mujhii me.n Duube
mai.n ki sahraa nazar aataa thaa samundar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
aab-e-muhiit-e-ishq kaa bahr 'ajiib bahr hai
taire to Garq ho ga.e Duube to paar kar ga.e
Adeem Hashmi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
tum ko dil kii baat bataanii hai lekin
aa.nkhe.n band karo to muTThii kholuu.ngaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
tire ziyaa.n pe mai.n apnaa ziyaa.n na kar baiThuu.n
ki mujh muriid kaa murshid 'uvais-qarnii' hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
sach jahaa.n paa-basta mulzim ke kaTahre me.n mile
us adaalat me.n sunegaa adl kii tafsiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
us kii muTThii me.n bahut roz rahaa meraa vajuud
mere saahir se kaho ab mujhe aazaad kare