SEARCH RESULTS
Showing search results for "mumtii"
Ghazal MATCHES FOR "mumtii"
Ghazal
ik chiil ek mumTii pe baiThii hai dhuup me.n
galiyaa.n uja.D ga.ii hai.n magar paasbaa.n to hai
Muneer Niyazi
Ghazal
ye rang hai nayaa ko.ii mumTii ke ird-gird
pahle kabuutaro.n ko rihaa karne vaalaa huu.n
Iqtidar Javed
Ghazal
darvaaze ke paas aa aa kar vaapas mu.Dtii chaap
kaun hai is sunsaan galii me.n paas bulaa kar dekh
Muneer Niyazi
Ghazal
miT ga.ii hai ko.ii mu.Dtii hu.ii sii mauj-e-havaa
chhup gayaa hai ko.ii taaraa saa ishaaraa kar ke
Zafar Iqbal
Ghazal
siidhe siidhe chal ke kyaa haasil hu.aa
zindagii mu.Dtii hai mo.Daa kiijiye
Vilas Pandit Musafir
Ghazal
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ham ne ik mandir me.n dekhii aaj aisii muurtii
aadmii to aadmii patthar pujaarii ho ga.e
Faheem Jogapuri
Ghazal
afsaana-dar-afsaana thii mu.Dtii hu.ii sii.Dhii
ash.aar-dar-ash.aar thaa har dar isii ghar me.n
Mustafa Zaidi
Ghazal
muddat se taKHayyul me.n thii jo muurtii terii
ham ab ke use chhuu ke parii karne lage hai.n
Haseebul Hasan
Ghazal
kamre kii shelf par hai sajii budh kii muurtii
gul-daan me.n chunii hu.ii jangal kii ghaas hai
Nasir Shahzad
Ghazal
patthar kii muurtii banii mai.n dekhtii rahii
ghar piichhe rah gayaa thaa vo aage guzar gayaa
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
KHilqat-e-shahr na maanii miraa mulhid honaa
varna shoshe to bahut mufti-e-dii.n ne chho.De
Zuhoor Nazar
Ghazal
mai.n tujhe dekh ke an-dekhaa bhii kar saktii huu.n
aa.nkh mu.Dtii hai nazaare se guzar jaatii hai
Muqaddas Malik
Ghazal
ik hasii.n dilkash mohabbat ham ne kii
yuu.n mukammal ik ibaadat ham ne kii
Motee Ahmad Mujtaba
Ghazal
hairat kii muurtii banii mai.n dekhtii rahii
vo apne ghar ko chho.D ke aage guzar gayaa