SEARCH RESULTS
Showing search results for "munkar"
Ghazal MATCHES FOR "munkar"
Ghazal
chhe.Do na miiThii nii.nd me.n ai munkar-o-nakiir
sone do bhaa.ii mai.n thakaa-maa.nda huu.n raah kaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
javaab denaa chaahe gar tuu munkar-o-nakiir ko
tuu fikr-e-aaKHirat me.n apne aap ko nicho.D to
Gulzar Moradabadi
Ghazal
aave.n hamaarii gor me.n gar munkar-o-nakiir
itnaa kahe.n abhii se uThaate ho ham ko kyaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
banaa.e hazrat-e-insaa.n ne is dii.n ke ka.ii madfan
milii munkar ko aazaadii lage maaruuf par qadGan
Khubaib Tabish
Ghazal
tuu KHaak hone se pahle ye ehtimaam to kar
amal bichhaa de.n rah-e-munkar-o-nakiir me.n ra.ng
Jawed Adil Sohavi
Ghazal
ishq hai to ishq kaa iz.haar honaa chaahiye
aap ko chehre se bhii biimaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
ham nahii.n vo jo kare.n KHuun kaa da.avaa tujh par
balki puuchhegaa KHudaa bhii to mukar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
KHayaal jis kaa thaa mujhe KHayaal me.n milaa mujhe
savaal kaa javaab bhii savaal me.n milaa mujhe
Muneer Niyazi
Ghazal
ab tak mirii yaado.n se miTaa.e nahii.n miTtaa
bhiigii hu.ii ik shaam kaa manzar tirii aa.nkhe.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
yuu.n hai ki ta.aaqub me.n hai aasaa.ish-e-duniyaa
yuu.n hai ki mohabbat se mukar jaa.e.nge ik din
Saqi Faruqi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
bhiigii hu.ii aa.nkho.n kaa ye manzar na milegaa
ghar chho.D ke mat jaa.o kahii.n ghar na milegaa