SEARCH RESULTS
Showing search results for "munshi-e-azal"
Ghazal MATCHES FOR "munshi-e-azal"
Ghazal
kyaa munshi-e-azal kii ye san.at hai dekhnaa
maahir nahii.n kisii kii ko.ii sarnavisht kaa
Mirza Raza Barq
Ghazal
thaa miraa ha.ngaama-e-vahshat azal se peshtar
arsh kii zanjiir Tuk.Daa hai mirii zanjiir kaa
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
apnaa rahaa huu.n Gam ko ba.De ehtiraam se
roz-e-azal se ye mirii aadat hai kyaa karuu.n
Kanval M. A
Ghazal
roz-e-azal vo dard-e-musalsal ataa hu.aa
dil ko sukuun mil na sakaa umr bhar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
dardmandaan-e-azal rakhte nahii.n darmaa.n kaa Gam
siina-e-sad-chaak gul minnat-kash-e-marham nahii.n
Munshi Amirullah Tasleem
Ghazal
huu.n Gash roz-e-azal se jalva-e-diidaar par
tuur kii taqriir thii goyaa ik afsaana meraa
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
ye kab se daftar-e-ushshaaq me.n hai naam miraa
likhaa thaa kilk-e-azal ne tujhe salaam miraa
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
is ‘aqiide ne liyaa qaisar-o-kisraa se KHiraaj
maut kaa vaqt azal se hai muqarrar dekho
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
deriina sitam-kash huu.n zamaane me.n azal se
kyaa jaur nikaalegaa na.e charKH-e-kuhan ab
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
KHayaal-e-zulf me.n din-raat ham hai.n sargardaa.n
azal se thaa yahii saudaa hamaare sar ke liye
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
ajal ke haath se aaKHir nikal aaya bharam meraa
nihaa.n thaa andaruun-e-parda-e-hastii adam meraa
Munshi Mohammad Hayat Khan Mazhar
Ghazal
agar hai da.avaa-e-ulfat to kyo.n uThaa.e phire.n
misaal-e-munshii-o-taajir 'ataa' bahii ham bhii
Ata Abidi
Ghazal
karishmaa-saazi-e-husn-e-azal are tauba
miraa hii aa.iina mujh ko dikhaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
likkhaa KHat-e-shikasta me.n hai yak-qalam vaqaar
munshii-e-aasmaa.n ne mirii sarnavisht ko
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ham-nashii.n puuchh na haal-e-dil-e-naakaam-e-azal
yahii hasrat rahii puuraa ko.ii armaa.n na hu.aa