SEARCH RESULTS
Showing search results for "murde"
Ghazal MATCHES FOR "murde"
Ghazal
ye ka.abe se nahii.n be-vaj.h nisbat-e-ruKH-e-yaar
ye be-sabab nahii.n murde ko qibla-ruu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zabaan lipTii hu.ii hai gale se murde kii
savaal ye nahii.n kaise pukaaraa kyaa hogaa
Muzdam Khan
Ghazal
do-chaar ga.De murde ukhaa.De.nge kisii roz
har baar nayaa jhag.Daa kabhii to nahii.n hogaa
Aalok Shrivastav
Ghazal
murde na the ham aise dariyaa pe jab thaa takiya
us ghaaT gaah o begah rahne lagaa thaa jamghaT
Meer Taqi Meer
Ghazal
zinda kar detaa hai ik dam me.n ye iisaa-e-nafas
khel is ko goyaa murde ko jilaanaa ho gayaa
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
saika.Do.n murde jalaa.e ho masiihaa naaz se
maut sharminda hu.ii kyaa kyaa tire e.ajaaz se
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
mire shahr me.n maa.ng ab to bas un logo.n kii hai
kafan banaane vaale yaa murde nahlaane vaale
Irfan Sattar
Ghazal
do abruu aur do lab-e-jaa.n-baKHsh yaar ke
zindo.n ko qatl kar chuke murde jilaa chuke
Haidar Ali Aatish
Ghazal
afsos mere murde par itnaa na kar ki ab
pachhtaanaa yuu.n hii saa hai jo honaa thaa ho chukaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
zinde vahii hai.n jo ki hai.n tum par mare hu.e
baaqii jo hai.n so qabr me.n murde bhare hu.e
Haidar Ali Aatish
Ghazal
gintii ek ik naam kii har gor me.n murde hai.n dafn
baad-e-murdan bhii hu.ii dushvaar tanhaa.ii mujhe
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
gaaliyaa.n de kar bajaa.e qum ke ai rashk-e-masiih
aap ne murde jilaa.e hai.n na.ii tadbiir se
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
samjhaa nahii.n ki jiite hai.n murde isii tarah
chhi.Dke vagarna kyuu.n vo mirii KHaak par sharaab
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
murde jii uThte hai.n jab naam tiraa sunte hai.n
ham se puuchhe ko.ii ejaaz-e-masiihaa kyaa hai
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
mo.ajiza vo jo masiihaa kaa dikhaate jaate
kah ke qum qabr se murde ko jilaate jaate