SEARCH RESULTS
Showing search results for "murshid-e-bar-haq"
Ghazal MATCHES FOR "murshid-e-bar-haq"
Ghazal
ik murshid-e-bar-haq se hai deriina ta.alluq
parvaah nahii.n mujh ko sazaa kii na jazaa kii
Aziz Warsi
Ghazal
rizq-e-bar-haq mere hisse me.n nahii.n aayaa abhii
tere hone par mujhe phir se yaqii.n aayaa abhii
Shahram Sarmadi
Ghazal
ye jhuuTe KHudaa mil ke Dubo de.nge safiina
tum haadii-e-bar-haq ko sadaa kyuu.n nahii.n dete
Iqbal Azeem
Ghazal
Qurbi Velori
Ghazal
yaad rakhegii ye duniyaa us ko sadiyo.n dosto
jaan-e-bar-haq jis ne de dii sar na lekin KHam kiyaa
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Zoya Rao Wafa
Ghazal
ye baat alag saaqii navaaze na navaaze
ham mai-kada-e-ishq ke mai-KHvaar rahe hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
KHizaa.n tujh par ye kaisaa barg-o-baar aane lagaa hai
mujhe ab mausamo.n par e'tibaar aane lagaa hai
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
'karan' Gafuur hai bar-haq vo KHaaliq-e-kaunain
gunah mu'aaf vo tere zaruur kar degaa
Kamal Kataria Karan
Ghazal
Sher Singh Naaz Dehlvi
Ghazal
unhe.n bar-KHud Galat kahnaa hai bar-haq
jo mulk-o-qaum ke rahbar bane hai.n
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
maut bar-haq to hai lekin ik qariine kii tarah
KHud ko mai.n le kar gayaa suu-e-adam tartiib se
Mohammad Tausif
Ghazal
vo jo razzaaq-e-haqiiqii hai usii se maa.ngo
rizq bar-haq hai kahii.n aur sadaa mat denaa
Iqbal Azeem
Ghazal
KHudaa bar-haq magar is ko kare.n kyaa
buto.n me.n sad-fusuun-e-dilbarii hai