SEARCH RESULTS
Showing search results for "mushtahar"
Ghazal MATCHES FOR "mushtahar"
Ghazal
be-KHabar duniyaa ko rahne do KHabar karte ho kyuu.n
dosto mere dukho.n ko mushtahar karte ho kyuu.n
Iqbal Sajid
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
mai.n mushtahar huu.n sitamgar kii mehrbaanii se
vo apne saare sitam mere naam kartaa hai
Zafar Sahbai
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
burii KHabar hai use mushtahar nahii.n karte
kisii ke aib ko yuu.n be-hunar nahii.n karte
Javed Nasir
Ghazal
mu.nh jitne utnii baate.n kahii jaa rahii hai.n aaj
yuu.n mushtahar hu.e ki KHabar ho ke rah ga.e
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
mushtahar ho jaa.uu.ngaa firqa-parastii ke liye
merii peshaanii pe aap urdu zabaa.n likh diijiye
Zafar Sahbai
Ghazal
jo aks-band karoge hamaarii vahshato.n ko
to zombie film se ba.Dh kar vo mushtahar ho.ngii
Shahid Makuli
Ghazal
mushtahar hu.ii.n jab bhii ujlii KHvaahishe.n 'parvez'
kholtaa nazar aayaa a.ng a.ng aa.iina
Parwez Rahmani
Ghazal
mushtahar naam karo tum miraa aKHbaaro.n me.n
mai.n to shaamil huu.n mohabbat ke gunahgaaro.n me.n
Barqi Azmi
Ghazal
yaqii.n hai us ko sila KHuub paa.uu.ngaa ab to
vo jaa.n bhii letaa hai aur mushtahar bhii kartaa hai
Syed Iqbal Rizvi Sharib
Ghazal
saa.at-e-Gam bhii kyaa muKHtasar ho ga.ii
terii yaad aa.ii thii ki sahar ho ga.ii
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
Vipul Kumar
Ghazal
kyuu.n mirii diivaangii badnaam hai
un kii aa.nkhe.n KHud hu.ii.n jab mushtahar