SEARCH RESULTS
Showing search results for "mustajaab"
Ghazal MATCHES FOR "mustajaab"
Ghazal
hayaat-e-dard hu.ii jaa rahii hai kyaa hogaa
ab is nazar kii du.aa.e.n bhii mustajaab nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dar-e-qubuul hai darbaa.n na band kar dar-e-yaar
du.aa-e-KHair mirii hone mustajaab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ye lag rahaa hai sab du.aa.e.n mustajaab ho ga.ii.n
jagah jagah hai gahraa aasmaa.n shigaaf kii tarah
Musavvir Sabzwari
Ghazal
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
mujhe pukaar rahe hai.n sanam-kade vaale
mirii du.aa.e.n jo ka.abe me.n mustajaab nahii.n
Bismil Saeedi
Ghazal
mujh par jo vo sahar se is darja mehrbaa.n hai.n
shab kii du.aa hu.ii hai kuchh mustajaab shaayad
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
phir us ke baad jo tuu chaahe zulm kar duniyaa
bas ek harf-e-du.aa mustajaab mere liye
Shahbaz Nadeem Ziai
Ghazal
rag.Dii hai.n e.Diyaa.n to hu.ii hai ye mustajaab
kis aajizii se kii hai du.aa kuchh na puuchhiye
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Murtaza Barlas
Ghazal
vahaa.n payaam kii gunjaa.ishe.n kahaa.n 'siimaab'
jahaa.n salaam miraa mustajaab ho na sakaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ajab sazaa hai ki mere du.aa.o.n vaale huruuf
na mustarad hu.e ab tak na mustajaab hu.e
Haider Qureshi
Ghazal
naa-mustajaab itnii du.aa.e.n hu.ii.n ki phir
meraa yaqii.n bhii uTh gayaa rasm-e-du.aa ke saath
Sarshar Siddiqui
Ghazal
du.aa kisii kii kare yaa na mustajaab kare
magar tuu chaahe to zarre ko aaftaab kare
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
vo muskuraa rahe hai.n nigaaho.n ke saamne
shaayad mirii du'aa.e.n hu.ii.n aaj mustajaab