SEARCH RESULTS
Showing search results for "mustajaab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mustajaab"
Marsiya
moze pahan ke god me.n shabbiir ko liyaa
dar tak ga.ii jo ghar se vo dil-band-e-mustafaa
Meer Anees
Nazm
inqalab
du.aa.e.n kii hai.n jo ahl-e-vatan ne ro ro kar
yaqii.n hai jald unhe.n mustajaab dekhe.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Ghazal
hayaat-e-dard hu.ii jaa rahii hai kyaa hogaa
ab is nazar kii du.aa.e.n bhii mustajaab nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dar-e-qubuul hai darbaa.n na band kar dar-e-yaar
du.aa-e-KHair mirii hone mustajaab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
MORE MATCHES FOR "mustajaab"
Mazahiya
mai.n ne dikhlaa dii huduud-e-shar.a me.n raah-e-savaab
mere maaruzaat ko farmaa.iye gar mustajaab
Zareef Lakhnavi
Sher
rag.Dii hai.n e.Diyaa.n to hu.ii hai ye mustajaab
kis aajizii se kii hai du.aa kuchh na puuchhiye
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ye lag rahaa hai sab du.aa.e.n mustajaab ho ga.ii.n
jagah jagah hai gahraa aasmaa.n shigaaf kii tarah
Musavvir Sabzwari
Ghazal
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
mujhe pukaar rahe hai.n sanam-kade vaale
mirii du.aa.e.n jo ka.abe me.n mustajaab nahii.n
Bismil Saeedi
Ghazal
mujh par jo vo sahar se is darja mehrbaa.n hai.n
shab kii du.aa hu.ii hai kuchh mustajaab shaayad
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
phir us ke baad jo tuu chaahe zulm kar duniyaa
bas ek harf-e-du.aa mustajaab mere liye
Shahbaz Nadeem Ziai
Ghazal
rag.Dii hai.n e.Diyaa.n to hu.ii hai ye mustajaab
kis aajizii se kii hai du.aa kuchh na puuchhiye












