SEARCH RESULTS
Showing search results for "muta.assir"
Ghazal MATCHES FOR "muta.assir"
Ghazal
mai.n apne aap se tho.Daa bahut muta.assir huu.n
ye merii zaat ko aazaar hai nahii.n hai kyaa
Tarkash Pradeep
Ghazal
tum se muta.assir hai.n na.e ho.n ki puraane
usluub nayaa hai ki puraanaa hai tumhaaraa
Anwar Shuoor
Ghazal
sab jaa.edaad baa.nT ke beTo.n ke darmiyaa.n
apne hii ghar me.n baap muhaajir hai ho gayaa
Sada Ambalvi
Ghazal
taGayyuraat-e-zamaana se sab hu.e muta.assir
hamaarii raah vahii hai ki pesh-o-pas me.n nahii.n ham
Khursheed Ambar Pratapgadhi
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
muntazir kis kaa huu.n TuuTii hu.ii dahliiz pe mai.n
kaun aa.egaa yahaa.n kaun hai aane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
apne chehre se jo zaahir hai chhupaa.e.n kaise
terii marzii ke mutaabiq nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
ab ke havaa ke saath hai daaman-e-yaar muntazir
baanu-e-shab ke haath me.n rakhnaa sambhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Meeraji
Ghazal
muntazir huu.n ki sitaaro.n kii zaraa aa.nkh lage
chaa.nd ko chhat pe bulaa luu.ngaa ishaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
sab apne apne qariine se muntazir us ke
kisii ko shukr kisii ko shikaayate.n karnii
Ahmad Faraz
Ghazal
phir muqarrir ko.ii sargarm sar-e-mimbar hai
kis ke hai qatl kaa saamaan zaraa dekh to lo
Javed Akhtar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
har gaam par hai majma-e-ushshaaq muntazir
maqtal kii raah miltii hai kuu-e-habiib se