SEARCH RESULTS
Showing search results for "mutaale.a"
Ghazal MATCHES FOR "mutaale.a"
Ghazal
kutub ke Dher me.n na ho sahiifa zikr-e-yaar kaa
to qaabil-e-mutaali.a kitaab ek bhii nahii.n
Anwar Shuoor
Ghazal
bhulaa diyaa bhii agar jaa.e sarsarii kiyaa jaa.e
mutaale.a mirii vahshat kaa laazmii kiyaa jaa.e
Hammad Niyazi
Ghazal
tirii KHabar ke liye dekhte hai.n sab aKHbaar
mutaale.a me.n kisii ke ko.ii kitaab nahii.n
Nasim Maysori
Ghazal
in kaa mutaale’a hai miyaa.n shart-e-diin-e-ishq
ye ho.nTo.n ke nishaan kalaam-e-majiid hai.n
Vikram
Ghazal
mutaale.a ho maqaale kaa hai ye haq 'jaaved'
mile na vaqt to lubb-e-lubaab pa.Dh Daale.n
Javed Jamil
Ghazal
na.ii sadii ke taqaazo.n kaa saamnaa karnaa
phir us ke baa'd vafaa kaa mutaalba karnaa
Nayyar Qureshi Gangohi
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
apne chehre se jo zaahir hai chhupaa.e.n kaise
terii marzii ke mutaabiq nazar aa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
kuchh phal zaruur aa.e.nge roTii ke pe.D me.n
jis din miraa mutaalba manzuur ho gayaa