SEARCH RESULTS
Showing search results for "mutaraadif"
Ghazal MATCHES FOR "mutaraadif"
Ghazal
ye dard-e-dil to hai is zindagii kaa mutaraadif
maraz agar ko.ii hotaa to kuchh davaa karte
Mahir Bilgrami
Ghazal
har qadam ek na.ii jang ke mutaraadif hai
pichhle har saal se sangiin hai ye saal miraa
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
kahaa.n se aa.e.nge 'shaahid' KHushii ke mutaraadif
hai lafz lafz hamaarii luGaat sahmii hu.ii
Shahid Jamal
Ghazal
ho ga.ii baaziicha-e-atfaal be-zauq-o-shu.uur
shaa.irii jo thii muraadif ma.anii-e-ilhaam kii