SEARCH RESULTS
Showing search results for "mutasaadim"
Ghazal MATCHES FOR "mutasaadim"
Ghazal
mujhe na dekh mirii baat sun ki mujh se hai.n
kahii.n kahii.n mutasaadim bhii kuchh 'amal mere
Ajmal Siraj
Ghazal
mutasaadim hai faraamoshii faraamoshii se
saa.ns shabnam ke buKHaaraat se Takraatii hai
Shahid Makuli
Ghazal
din bhar vahii lamhaat se rahnaa mutasaadim
shab bhar vahii lamho.n kii kamar TuuTte rahnaa
Musavvir Sabzwari
Ghazal
jahaa.n jahaa.n mutasaadim hu.ii junuu.n se KHirad
ba.Dii adaa se vahaa.n KHaama-e-adiib chalaa
Hosh Nomani Rampuri
Ghazal
ye us kaa muqaddar thaa ki jo Tuut ke bikhraa
vo kaa.nch kaa paikar mutasaadim hu.aa sil se
Mohammad Ovais
Ghazal
dilo.n me.n aaj tirii yaad muddato.n ke ba.ad
ba-chehra-e-mutabassim ba-chashm-e-tar aa.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n huu.n KHud se mutaqaabil mutabaadil mutazaad
ruuh Thahre miraa unvaa.n kabhii qaalib Thahre
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
saarii duniyaa mutalaatim nazar aatii hai 'nadiim'
mujh pe ik tanz hu.aa rauzan-e-zindaa.n na hu.aa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
tum aa ke kyaa mutabassim hu.e lahad par mirii
charaaG-e-gor-e-Gariibaa.n jalaa diyaa tum ne
Jameela Khatoon Tasneem
Ghazal
be-natiija hii rahegaa ye musalsal Takraa.o
yaa to duniyaa ke bano yaa mutabaadil ho jaa.o
Farhat Ehsas
Ghazal
hisaab-e-shauq kaa daftar likhaa to jhu.njhlaa kar
kahaa mai.n kyaa mutasaddi thaa jo hisaab likhaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
alfaaz na.e Dhaale kyaa kyaa na.ii urdu me.n
raa.ij mutabaadil hai.n jin ke ka.ii urdu me.n
Jafar Raza
Ghazal
us kii pursish pe jo dekhaa mutabassim mujh ko
raaz-daa.n ko mire andaaz pe ronaa aayaa
Shaghil Qadri
Ghazal
chehra chehra mutabassim hai tirii mahfil me.n
phir bhii ik chehra abhii diida-e-tar rakhtaa hai
Mashkoor Muradabadi
Ghazal
muKHtasar us ko kiyaa hai mutabassim ho kar
varna ruudaad mire dard kii tuulaanii thii