SEARCH RESULTS
Showing search results for "muttasil"
Ghazal MATCHES FOR "muttasil"
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
qismat ke pho.Dne ko ko.ii aur dar na thaa
qaasid makaan-e-Gair ke kyuu.n muttasil gayaa
Muztar Khairabadi
Ghazal
vo jo bikhre bikhre se log the mire rog the
vo jo muttasil dar-o-baam the mujhe khaa ga.e
Liyaqat Ali Aasim
Ghazal
havaa se aag se paanii se muttasil rah kar
inhii.n se apnii tabaahii kaa Dar bhii rakhnaa hai
Fatima Hasan
Ghazal
Altaf Hussain Hali
Ghazal
dekh apne dar-e-gosh ko 'aariz se muttasil
dekhaa na ho sitaara jo sub.h-e-bahaar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ye zindagaanii kisii kii yaado.n se muttasil hai
so us ke jaane pe dil miraa mujh se mushta.il hai
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
ba.Dhaa ke likkhe.n na shaa.er hadiis-e-zulf-e-rasaa
hu.aa hai tuul munaasib hai iKHtisaar kare.n
Rind Lakhnavi
Ghazal
muttasil rote hii rahiye to bujhe aatish-e-dil
ek do aa.nsuu to aur aag lagaa jaate hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ko.ii KHushii na ko.ii ranj mustaqil hogaa
fanaa ke rang se har rang muttasil hogaa
Ameer Imam
Ghazal
Gaalib ye hai ki mausam-e-KHat vaa.n qariib hai
aane lagaa hai muttasil us kaa payaam yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
miraa ishq shart-e-visaal se rahe muttasil
nahii.n dekhnaa mujhe KHvaab-e-shab shab-e-KHvaab me.n
Syed Mubarak Shah
Ghazal
qadam qadam ko.ii saaya saa muttasil to rahe
saraab kaa ye sar-e-silsila daraaz to ho
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
vo din ga.e jo karte the ham muttasil fuGaa.n
ab aah-e-naa-tavaan kabhii hai kabhii nahii.n
Meer Hasan
Ghazal
barso.n se ro rahaa huu.n shab-o-roz muttasil
ha.nste hai.n muddato.n se mire zaKHm-e-tan hanuuz