SEARCH RESULTS
Showing search results for "muurato.n"
Ghazal MATCHES FOR "muurato.n"
Ghazal
uktaa ga.ii huu.n shaayad patthar kii muurato.n se
lagtaa nahii.n hai ab ye dil bhii sanam-garii me.n
Jina Quraishi
Ghazal
jab pattharo.n ke shahr me.n ham ne azaan dii
us roz muurato.n ko KHudaa ne zabaan dii
Hammad Younus
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
muddato.n se yahii aalam na tavaqqo na umiid
dil pukaare hii chalaa jaataa hai jaanaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
muddato.n baa'd us ne aaj mujh se ko.ii gila kiyaa
mansab-e-dilbarii pe kyaa mujh ko bahaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
Khumar Barabankavi
Ghazal
guftuguu achchhii lagii zauq-e-nazar achchhaa lagaa
muddato.n ke baad ko.ii ham-safar achchhaa lagaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
kabhii jab muddato.n ke baa'd us kaa saamnaa hogaa
sivaa.e paas aadaab-e-takalluf aur kyaa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
tark kar chuke qaasid kuu-e-naa-muraadaa.n ko
kaun ab KHabar laave shahr-e-aashnaa.ii kii
Ahmad Faraz
Ghazal
muddato.n baa'd chalaa un pe hamaaraa jaaduu
muddato.n baa'd hame.n baat banaanii aa.ii
Iqbal Ashhar
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
us ne chhuu kar mujhe patthar se phir insaan kiyaa
muddato.n baa'd mirii aa.nkho.n me.n aa.nsuu aa.e