SEARCH RESULTS
Showing search results for "muvahhid"
Ghazal MATCHES FOR "muvahhid"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
har kisii dar pe kahaa.n sajda ravaa rakhte hai.n
ham muvahhid hai.n faqat ek KHudaa rakhte hai.n
Nafees Taqi
Ghazal
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
vo muvahhid huu.n na rakkhaa duusre se ittihaad
ruuh ne chho.Daa badan ko zidd-e-vahdat dekh kar
Muneer Shikohabadi
Ghazal
agar ai mohtasib kaTTar muvahhid ham nahii.n hote
KHudaa kaa naam kyo.n lete buto.n ke naam se pahle
Shehab Kazmi
Ghazal
kibr bhii hai shirk ai zaahid muvahhid ke huzuur
le ke tesha KHaaksaarii kaa but-e-pindaar to.D
Muneer Shikohabadi
Ghazal
Abdul Rahman Rasikh
Ghazal
ab bhii tire nazdiik muvahhid nahii.n 'faariG'
iqraar kiyaa hai tiraa inkaar kii had tak
Farigh Bukhari
Ghazal
vo muvahhid huu.n ki din raat hai raaziq se du.aa
ek sarkaar se rozii mirii jaarii rakhnaa
Meer Ali Ausat Rashk
Ghazal
hu.aa hai shah kaa musaahib phire hai itraataa
vagarna shahr me.n 'Gaalib' kii aabruu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
murshid ke jhuuT kii to sazaa be-hisaab hai
tum chho.Diyo na shahr ko sahraa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
tire ziyaa.n pe mai.n apnaa ziyaa.n na kar baiThuu.n
ki mujh muriid kaa murshid 'uvais-qarnii' hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
is baar bhii duniyaa ne hadaf ham ko banaayaa
is baar to ham shah ke musaahib bhii nahii.n the
Iftikhar Arif
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
saaGar kii aarzuu hai na paimaana chaahiye
bas ik nigaah-e-murshid-e-mai-KHaana chaahiye
Bedam Shah Warsi
Ghazal
vaah kyaa raah dikhaa.ii hai hame.n murshid ne
kar diyaa kaabe ko gum aur kaliisaa na milaa