SEARCH RESULTS
Showing search results for "naGma-saraa"
Ghazal MATCHES FOR "naGma-saraa"
Ghazal
vo lamha ki KHaamoshii-e-shab naGma-saraa thii
kaano.n pe garaa.n dil ke dha.Dakne kii sadaa thii
Ada Jafarey
Ghazal
saaz-e-aalaam pe dil naGma-saraa hotaa hai
ai mohabbat ye tire daur me.n kyaa hotaa hai
Parkash Nath Parvez
Ghazal
sitaare chup hai.n ki naGma-saraa samundar hai
shab-e-KHamosh ke dil kii sadaa samundar hai
Zahid Farani
Ghazal
vujuud naGma-saraa hai hayaat raqs me.n hai
vo sarKHushii hai ki sab kaa.enaat raqs me.n hai
Abul Husain Azad
Ghazal
ab ko.ii yahaa.n naGma-saraa kyo.n nahii.n hotaa
zinda hai.n to ehsaas-e-baqaa kyo.n nahii.n hotaa
Wali Aasi
Ghazal
nadii kinaare jo naGma-saraa mala.ng hu.e
hubaab mauj me.n aa aa ke jal-tara.ng hu.e
Sher Afzal Jafri
Ghazal
tumhe.n KHabar hii nahii.n ai tuyuur-e-naGma-saraa
yahii chaman yahii zindaa.n hai dekhiye kyaa ho
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
sochtaa huu.n ki kabhii mai.n ne sunii hai ki nahii.n
ko.ii aavaaz dil-e-naGma-saraa se pahle
Shakeel Nashtar
Ghazal
bulbul-e-naGma-saraa ko bhii mile baar ki vo
nazr ko shoKHii-e-guftaar liye phirtii hai
Naqvii Mustafa Aabadi
Ghazal
ab kyaa ummiid kare.n saaz-e-tarab-naak se ham
Gam ke paiGaam dil-e-naGma-saraa tak pahu.nche
Saani Araryavi
Ghazal
miraa siina hai chhalnii nai kii suurat
inhii.n zaKHmo.n se mai.n naGma-saraa huu.n
Saleem Ahmed
Ghazal
guzar rahii hai havaa daf bajaatii jangal se
daraKHt naGma-saraa paat paat raqs me.n hai
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
ba.Dhne lagii KHaamushii Darne lagii zindagii
dil hii meraa daf.atan naGma-saraa ho gayaa
Ashfaq Amir
Ghazal
zaarii-o-shevan hamaarii kab sunii hai.n aap ne
bostaa.n me.n bulbul-e-naGma-saraa thii mai.n na thaa