SEARCH RESULTS
Showing search results for "naa-guftanii"
Ghazal MATCHES FOR "naa-guftanii"
Ghazal
'bilqiis' apnii baat to sab se alag rahii
naa-guftanii sunii hai kahii naa-shuniidanii
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
naa guftanii likhii hai 'muzaffar' ne umr bhar
jo kuchh zabaan kah na sakii haat kah gayaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
is yaad kaa bha.nvar mere ehsaas me.n rahaa
iz.haar-e-mauj mauj kii naa-guftanii bhii hai
Ahmad Zafar
Ghazal
qaid-e-bayaa.n me.n aa.e jo naa-guftanii na ho
vo raabta ki qalb kii gahraa.iyo.n se hai
Shakeb Jalali
Ghazal
vo dil kaa dard vo naa-guftanii suKHan 'KHurshiid'
KHudaa se kah liyaa KHalq-e-KHudaa se kaun kahe
Khursheed Rizvi
Ghazal
naa-guftanii hai ishq-e-butaa.n kaa mu.aamla
har haal me.n hai shukr-e-KHudaa kuchh na puuchhiye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
rahii na-gufta mire dil me.n daastaa.n merii
na us dayaar me.n samjhaa ko.ii zabaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye kyaa ki laakh suKHan-haa-e-guftanii hai.n magar
vo saamne ho to phir kaam kii zabaa.n na samajh
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Ghazal
hai.n an-kahe bahut se suKHan-haa-e-guftanii
afsaana-e-hayaat sadaa naa-tamaam hai
Muneebur Rahman
Ghazal
bataa ki ye bhii ko.ii shaan-e-be-niyaazii hai
sunii na haa.e ko.ii tuu ne guftanii apnii
Amjad Najmi
Ghazal
rishta badan kaa KHatm hu.aa apnii jaan se
miltii hai shakl shahr kii mere makaan se
Nasr Ghazali
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hamii.n the aise sar-phire hamii.n the aise manchale
ki tere Gam kii raat me.n charaaG kii tarah jale
Shamim Karhani
Ghazal
mai.n jis me.n kho gayaa huu.n miraa KHvaab hii to hai
yak do nafas numuud sahii zindagii to hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
guftanii baate.n sahii naaguftanii baate.n sahii
chup na baiTho ko.ii afsaana yahaa.n kahte raho
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
Gamo.n se khelte rahnaa ko.ii ha.nsii bhii nahii.n
na ho ye khel to phir lutf-e-zindagii bhii nahii.n