SEARCH RESULTS
Showing search results for "naa-guftanii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naa-guftanii"
Nazm
guftani-o-na-guftani
har roz kar rahe hai.n sharaarat na.ii na.ii
vo log jin se sharm-e-rasuul-e-KHudaa ga.ii
Shorish kashmiri
Sher
Saleem Ahmed
Ghazal
'bilqiis' apnii baat to sab se alag rahii
naa-guftanii sunii hai kahii naa-shuniidanii
Bilqis Zafirul Hasan
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "naa-guftanii"
MORE MATCHES FOR "naa-guftanii"
Ghazal
naa guftanii likhii hai 'muzaffar' ne umr bhar
jo kuchh zabaan kah na sakii haat kah gayaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
is yaad kaa bha.nvar mere ehsaas me.n rahaa
iz.haar-e-mauj mauj kii naa-guftanii bhii hai
Ahmad Zafar
Ghazal
qaid-e-bayaa.n me.n aa.e jo naa-guftanii na ho
vo raabta ki qalb kii gahraa.iyo.n se hai
Shakeb Jalali
Ghazal
vo dil kaa dard vo naa-guftanii suKHan 'KHurshiid'
KHudaa se kah liyaa KHalq-e-KHudaa se kaun kahe
Khursheed Rizvi
Ghazal
naa-guftanii hai ishq-e-butaa.n kaa mu.aamla
har haal me.n hai shukr-e-KHudaa kuchh na puuchhiye
Haidar Ali Aatish
Kulliyat
rahii na-gufta mire dil me.n daastaa.n merii
na us dayaar me.n samjhaa ko.ii zabaa.n merii
Meer Taqi Meer
Nazm
asli naqli
na kirdaar aslii na guftaar aslii
ho kis tarah duniyaa me.n byopaar aslii
Najma Jafari
Ghazal
rahii na-gufta mire dil me.n daastaa.n merii
na us dayaar me.n samjhaa ko.ii zabaa.n merii
Meer Taqi Meer
Qita
haal har taalib-e-diidaar kaa hai naa-gufta
rang har saahib-e-idraak kaa faq miltaa hai