SEARCH RESULTS
Showing search results for "naaKHun"
Ghazal MATCHES FOR "naaKHun"
Ghazal
dil se miTnaa tirii a.ngusht-e-hinaa.ii kaa KHayaal
ho gayaa gosht se naaKHun kaa judaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ab jaa ke kuchh khulaa hunar-e-naaKHun-e-junuu.n
zaKHm-e-jigar hu.e lab-o-ruKHsaar kii tarah
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
KHuu.n hai dil KHaak me.n ahvaal-e-butaa.n par ya.anii
un ke naaKHun hu.e mohataaj-e-hinaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
naaKHun ba.Dhe hu.e hai.n mire mujh se kar hazar
ye jaa ke dekh nail-cutter kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
kisii diivaar par naaKHun ne likkhaa hai rihaa.ii
kisii ghar me.n asiirii kii aziyyat ro rahii hai
Azm Bahzad
Ghazal
naaKHun-e-be-KHabarii zaKHm banaataa hii rahaa
kuu-e-vahshat me.n to rasta na thaa pahle pahle
Kishwar Naheed
Ghazal
takliif to hu.ii magar ai naaKHun-e-malaal
khulne lagii girah bhii ko.ii apnii zaat kii
Parveen Shakir
Ghazal
kaavish kaa dil kare hai taqaazaa ki hai hunuuz
naaKHun pe qarz is girah-e-niim-baaz kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
yaa.n rah ga.e hai.n naaKHun-e-tadbiir TuuT kar
jauhar-tilism-e-uqda-e-mushkil hai aa.ina
Mirza Ghalib
Ghazal
naaKHun KHudaa na de tujhe ai panja-e-junuu.n
degaa tamaam aql ke baKHiye udhe.D tuu